Breaking News
Loading...
Thursday, March 20, 2014

Aa Main Bataun Tu Hai Kya Song Lyrics


Aa Main Bataun Tu Hai Kya Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Qawwali ki Raat (1964). The song has been sung by Mohammad Rafi, Asha Bhosle and Music of Aa Main Bataun Tu Hai Kya Hindi Song was composed by Iqbal Qureshi, with the lyrics penned by Shewan Rizvi.

Aa Main Bataun Tu Hai Kya Song Lyrics 


Aa Main Bataun Tu Hai Kya - 2
 Sirf nazar ka hai dhokha
 Samjha hai mujhko utna hi
 Jisko jitna zarf mila
 Aa mai batau tu hai kya
 Sirf nazar ka hai dhokha

 (Meri mast nigaho ne
 Kam diya hai saghar ka - 2) - (2)
 Mast hua bejam ke mai
 Naam liya jab saqi ka - 2
 Dekh liya jab saqi ko
 Hosh gawaya baqi ka
 Aa Main Bataun Tu Hai Kya
 Sirf nazar ka hai dhokha

 Zulfo ko tu badal jana
 Aankh ko samjha maikhana
 Akal setu hai begana
 Diwan hai diwana - 3
 (Tere liye diwana bana
 Aur tu hi kahe hai diwana) - (2)
 Meri iss ruswayi me
 Tera bhi hai afsana
 Diwana hai diwana - 4

 Yu na udati chal aanchal
 Diwane se bach ke chal
 Nikla hai na niklega
 Zulf ka kham aur mera bal
 Aa Main Bataun Tu Hai Kya
 Sirf nazar ka hai dhokha

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer